Kya btaaun dosto lamha jo kal gya..
Jindgi se pyr ka Har pal nikal gya...
Wo khti thi k bin tere mai ji naa paungi..
Tu har pal mai ghutega..mai jahar pi naa paungi..
Bass hath tham yun mera or sth chl mere..
Ankhe bhi bnd jo krun..spno mai pal mere..
Manjar Dhuaan Dhuaan huaa..Sb kuch badal gya..
kya btaaun dosto lamha jo kal gya..
Wo Khte hain K bhul jaa yaa ham Ko chhod de..
Wade jo the beKar the wo Ksme tod de
EK ldKi Kya mili K maa bap hi chute
DhoKa diya tune hme Ki ab armaan bhi tute..
Kese btaun K tum Jindgi..wo jan hai meri
Tum vjh ho jine Ki wo pahchan hai meri
Thokar kyun lgi dil pe yun..
kyun aankh ka..tinka pighl gya..
kya huaa aisa k pal mai sb badal gya..
kese Btaun tumko wo pal
Jis mai main tinke sa jal gya....
Bass Sab Badal Gya..!!!!
I likke it
ReplyDeleteto ye bhi h khali hone ka way
bas sab badal gya, sab badal gya...
ReplyDeletebut fir bhi tum ye kah skte ho ki, ki isi badle huye aalam me jo tum paoge or ek fir ye kahoge ki,
bas fir sab kuch badal gya, sab kuch badal gya...
Came to ur blog after long time.. missed those days in Jaipur.
ReplyDeleteVery nice work manish keep it up. Miss you.